DRAW CHHOTA BHEEM DRAWING | CHHOTA BHEEM

CHHOTA BHEEM CARTOON DRAWING

chhota bheem
CHHOTA BHEEM FINAL

HOW TO DRAW CHHOTA BHEEM DRAWING

Aaj hum shikheange Chhota Bheem ki Drawing keshe banaye in just simple step jesa ki aap sab jante hi hai ki chhota bheem sab bacchon ka favorite tv cartoon show hai toh chaliye aaj shikhte hai ki chhota bheem ki drawing keshe banate hai.


Toh aap ko sabse pahle ek blank sheet leni hogi fir us par aap ko pencil se se seedhi 10 line leni hogi aur aap ko  fir horizontal bhi line leni hogi bo bhi aap ko 10 aur fir bahut sare squares box ban jayenge aap ki sheet par aur fir aap ko.

1. DRAW CHHOTA BHEEM LINES


chhota bheem
CHHOTA BHEEM STEP 1

Chhota bheem ki is image me aap sidhe -sidhe dekh sakte hai ki Step 1 me kya kiya gaya hai toh aap ko bhi aapne blank page par esha hi karna hai.
Ek gole jesi aakarti banani hai jo ki chhota bheem ka face hai .

Jo ki is image main kiya gaya aur aap aapni chhota bheem ki drawing me same to same banana hoga fir aap aapni drawing ke ek kaadam aur pass aajaunge aur fir aap ko step-by-step ka use kar ke aapni drawing ko fully form me lekar aana chahiye toh abh aap ko step 2 ka use karna hoga jo ki niche diya hua hai.

2. DRAW CHHOTA BHEEM BODY SHAPE

chhota bheem
CHHOTA BHEEM STEP 2

Chhota bheem ke is step me aap ko chhota bheem ke hair ko shape dene ke liye aapni drawing me jo gol(face) shape hai us par hair jeshi aakarti banani hogi aur fir aap ko uski body par kaam karna hoga jesa ki is image me kiya gaya hai aur aap fir aapni drawing ka dusra step ko complete kar loge aur third step ki aur chale  jauge.

fir aap ko third step ka use karna hoga jo ki niche diya hua hai toh us ka use kare aur aapni drawing ke pass ek step pass jaye.

3. DRAW CHHOTA BHEEM FULL BODY OUTLINE

chhota bheem
CHHOTA BHEEM STEP 3

Chhota bheem ke is step me aap ko chhota bheem ke hand and dhoti par kaam karna hoga jesa-jesa is image me kiya gaya hai besa-besa aap ko aapni drawing me kaam karna hoga jese ki hand ke liye aap ko ek line ka use karna hoga dono hath ke liye aalag-aalag line ka use karna hoga aur dhoti me aap ko 2 lines ka use karna hoga ek right and ek left.

mountain jesa shape dena hoga aap ko aur fir aap ki drawing bilkul thrid step baali image jesi dhikhegi aur fir aap aapna thrid step complete kar loge.

4. DRAW CHHOTA BHEEM INTERLINES

chhota bheem
CHHOTA BHEEM STEP 4

Chhota bheem ke is Step me aap ko chhota bheem ke hand ko border banana hoga isme aap ko jo aapne hand ki ek-ek line thi us me aap ko dohno hath me outline banani hogi fir aap ke hath is image jesi lagne lagega aur fir aap ko dhoti par kaam karna hoga

usme bhi aap ko jo aap ki dhoti ki line thi usko band karna hoga jese ki box ko close karte teh toh fir aap ki dhoti step fourth baali image jesi ban jayegi aur fir aap ka fourth step pura ho jayega aur fir aap ki drawing fourth step bali image ki jesi lagegi.

5. DRAW CHHOTA BHEEM HAIR AND HANDS

chhota bheem
CHHOTA BHEEM STEP 5

Chhota bheem ke is Step me aap ko chhota bheem ke hand ki fingers and shus banane hogi right and left dono hath ki.

Toh aap ko yeh karne ke liye hand ke sabse uper bali side ek box jesi aakarti banani hogi right and left dono sideo par aur aap ko chhota bheem ke shus banane hoge iske liye bhi aap ko dhoti ke niche doh box jesi aakarti banani hogi right and left both side bo bhi mountain jesa box aur fir aap ke shus ban jayenge aur aap ki drawing bilkul step five jesi image lagne lagegi.

6. DRAW CHHOTA BHEEM EYES AND MORE DETAILS

chhota bheem
CHHOTA BHEEM STEP 6

Chhota bheem drawing ke is Step me aap ko chhota bheem ka fece banana hoga toh uske liye aap ko sabse pahle fece me aap ko eyes and nose and mouth banane honge.

Toh iske liye aap ko eyes me box banane hoge aur undono ke biche me aap ko nose banani hogi uske liye aap ko ek gola banana hoga aur bo gole ko right side se band nahi karna hoga aur fir aap mouth ke liye ek aur box jesi aakarti banani hogi aur last me aap ko chhota bheem ki dhoti par kaam kana hoga usme aap ko teen line leni hogi uper se niche tak dhoti me aur fir aap ki drawing step 6 baali image jesi lagegi.

7. ERASE PENCIL WORK FROM CHHOTA BHEEM

chhota bheem
CHHOTA BHEEM STEP 7 

Chhota bheem drawing ke is Step me aap ko chhota bheem ka face ko complete karna hoga toh usme aap ko sabse pahle eyes me aap ko ek choti se bol banani hogi aur uske baad me aap ko mouth me teeth and lips par kaam karna koga and had hairs me aap ko ek chutiya banani hogi aur ek gale me chota sha loket banana hoga aur fir face me teeka bhi lagana hoga aur baki sari details
 
me shedding karni hogi aur last me aap ko saari scour lines ko meeta dena hoga iske sath aap ki chhota bheem ki drawing complete ho jayegi fir aap chahe toh  us me colors bhi fill kar sakte ho aur yadi aap ko ishi tahrah ki drawing aur bhi dekhni hai ya shikhni hai toh niche di gai drawings par click kar ke un sabi drawings ko banane ke tariko ko shikh sakhte ho.

CHHOTA BHEEM DRAWING VIDEO


Friends, I have given you a video above, in which it has been told that how can you make a drawing of Chhota Bheem in a very easy way, then you look at the video and told me that you came to make a drawing of Chhota Bheem.

If You Have any qustione and Any Problem With this blog so Comment me.
Thanks For Watching.

Post a Comment

0 Comments